‘Na main dhan chahun’ from the film- 'Kala Bazaar’(1960) is one of
my vary favorrite song due to its Purity. The way it tells us about the
realities of the outer world, about the urge to go back to the Origin.
Everything about the song is So Sincere!!! I respect the song from the core of
my heart!
The last stanza with its
open ending,- ‘ab kidhar jaun’ leaves the impression of the journey which is
still continuing…..The repetition of those words keep echoing themselves in our
ear even after the song is completed.
Wonderful music, lyrics and
beautifully sung by Geeta Dutt and Sudha Malhotra.
Here are the Lyrics-
Na
Main Dhan Chahun, Na Ratan Chahun
Na
Main Dhan Chahun, Na Ratan Chahun
Tere Charnon Ki Dhul Mil Jaaye
Tere Charnon Ki Dhul Mil Jaaye
Tere
Charnon Ki Dhul Mil Jaaye
To Main Tar Jaun, Shyam Main Tar Jaun
He Raam Tar Jaun...
To Main Tar Jaun, Shyam Main Tar Jaun
He Raam Tar Jaun...
Moh Mann Mohe, Lobh Lalchaaye
Moh
Mann Mohe, Lobh Lalchaaye
Kaise Kaise Ye Naag Leheraaye
Kaise Kaise Ye Naag Leheraaye
Kaise
Kaise Ye Naag Leheraaye
Isse Pehle Ki Dil Udhar Jaaye
Na Main Dhan Chahun, Na Ratan Chahun…
Laaye
Kya The Jo Leke Jana Hai
Laaye
Kya The Jo Leke Jana Hai
Nek Dil Hi Tera Khazaana Hai
Nek Dil Hi Tera Khazaana Hai
Nek
Dil Hi Tera Khazaana Hai
Saanjh Hote Hi Panchhi Aa Jaaye
Ab To Ghar Jaun Apni Ghar Jaun
Tere
Charnon Ki Dhul Mil Jaaye
To Main Tar Jaun, Shyam Main Tar Jaun
He Raam Tar Jaun...
To Main Tar Jaun, Shyam Main Tar Jaun
He Raam Tar Jaun...
Tham Gaya Paani, Jam Gayi Kaayi
Tham
Gaya Paani, Jam Gayi Kaayi
Behti Nadiya Hi Saaf Kehlaayi
Behti Nadiya Hi Saaf Kehlaayi
Behti
Nadiya Hi Saaf Kehlaayi
Mere Dil Ne Hi Jaal Phailaaye
Ab Kidhar Jaun, Main Kidhar Jaun
Ab Kidhar Jaun, Main Kidhar Jaun
Ab Kidhar Jaun, Main Kidhar Jaun
Ab Kidhar Jaun, Main Kidhar Jaun
Ab Kidhar Jaun, Main Kidhar Jaun
Ab Kidhar Jaun, Main Kidhar Jaun….
Lyrics taken from the Internet.
No comments:
Post a Comment